Tuesday, September 6, 2011

Ajnabee

Aaj khud hee mein ittna mashruuf huae.....


Ke, aaina humse humari shakceeyat poochee....


Kitnii koshish ki par koi nuskaa... Kaam naa aaya....


Waqt ne rachaa aisa maaya jaal kee....


Apne jo phele..... Humein milne ko hote thee bekarrar.....


Woh hee Bann Gaye anjaane....


Is sheher ne sabb diya...


Shauhrat di....... izzat dee..... 


Lekin humhee ko hum se chinn liya.....

Have i made it Large..?

Khaaii humnein dar-dar ki thokare....


Sabb hasil kiya...... Lekin apnee hee bal butein, 


Fir bhee ek khalish hai jo din raat kaattii hai....


 Have i made it large....?  


Party isski ho yaa usski hamnee jamm ke pe whiskey.... 


Gir k khud hee k bahon mein samman gaye hum .... 


Fir woah he sawal....


Have i made it large.... ? 


Har weekend ko aazadi ka jashan....


Har weekday aglaye din ki subhah ka maatam...


Kabhee kisi ka janam.... 


Toh kabhee kisi k professional life life mein phoote karam.... 


Zehen mein bass ek hee khalayal... bass ek hi sawal....


Have i made it large....?


Ek din fir.... Roz ki tarah... hum Apnee aap mein samma gaye....


Kya kahee samma.... hi kuch aisaa thaa ki hosh ne bhee daga de diya...


Akhein kholi toh haspatal mein khud ko paaya... 


Iss zinda-dil ke jigar ne jawab de diya.... 


Tabb patta chala.... 


I really made it large.....

Bey waqt Maut

Hum toh khamakhaa... Zindagii ko gum mein doobo k jiyee jaa rahee thee..(2)

Humein yeh patta thaa ki hum zindagi se zindaa bachh k nahi jaayenge..... 

Lekin maut ne darr ka aisa jaal  bechaaya .....(2)

.Ki jeena dushwaar ho gaya..... 

Aaj fir jeene ki tammana hai... (2)

Abb bass ek hi soach hai  ki Maut.... sey pehle ku marein hum...

Ps:- This is my first attempt to write in Hindi inspired by Gulzar Saahab!......